Kabad becho. Space banao.
घर का कबाड़?
अब घर से ही बेचो.
Newspaper, cardboard, plastic, metal, e-waste aur bahut kuch. Apne ghar ka recyclable scrap convenient tareeke se sell karein.
Local
Jodhpur based service
8+
Scrap categories
Easy
Call or WhatsApp pickup
कबाड़ कुछ भी हो,
फेंकना मत.
Ghar, office, shop ya warehouse ka recyclable scrap category ke according sell karein.
आसान है.
बहुत आसान.
Kabad sell karne ke liye complicated process ki zaroorat nahi. Bas collect karo, contact karo aur pickup arrange karo.
Collect
कबाड़ इकट्ठा करो
Newspaper, cardboard, plastic, metal aur doosra recyclable scrap alag rakho.
Book
Pickup बुक करो
Call ya WhatsApp par apni location aur scrap details share karo.
We Pick Up
हम लेने आएँगे
Available service area mein hamari team aapke location par pickup karegi.
Get Paid
पैसे लो
Material check aur weighing ke baad applicable value ke according payment.
कबाड़ बेचो.
सिरदर्द नहीं.
Hum process ko simple rakhna chahte hain — from contact to pickup to material handling.
About Just KabadiwalaConvenient Pickup
Ghar se scrap pickup ke liye simple call ya WhatsApp.
Clear Process
Material ko category ke according sort aur weigh kiya jata hai.
Responsible Recycling
Reusable aur recyclable material ko waste stream se alag rakhne mein help.
Local Service
Jhalamand, Jodhpur se local scrap collection service.
LOCAL · JODHPUR · RAJASTHAN
Jhalamand se
Jodhpur tak.
Just Kabadiwala is based in Jhalamand, Jodhpur. Pickup availability aapke location aur service area par depend karti hai.
घर का कबाड़
अब घर से ही बेचो.
WhatsApp par details bhejo ya humein call karo. Pickup ke liye team se baat karein.
